(Page No.29)
alhumdulillah ki fazilat-
allah taala jab kisi sakhs ko neamat ataa
karta hai aur wah us par ek bar "alhumdulillah" kehta hai to wah us
neamat ka sukra adaa kar deta hai agar dusri
bar "alhumdulillah" kehta hai to allah taala uska
sawab naye sire se ataa farmata hai aur tisri bar alhumdulillah kahta hai to
allah taala uske gunah muaf kar deta hai.
"hakim mustadrak 1871 imam hakim ne is hadish ki sanad
ko sahi kaha hai"
========================================================================
*_अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम के सदके इसी तरह इल्मे दीन सीखने समझने औरअमल करने की तौफ़िक अता करे।_*
🔷🕌🔷🕌🔷🕌🔷
/आमीन/