28. Jisne Tanhayi Me Allah Ko Yaad Kiya Aur Uske Aansoo Jaari Ho Gaye

(Page No.28)

Jisne Tanhayi Me Allah Ko Yaad Kiya Aur Uske Aansoo Jaari Ho Gaye- 




Mafhoom-e-Hadees Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:
“Saat tarah ke log hain jinhe ALLAH Subhanahu Ta’ala Apne (Arsh ke) saaye me panaah dega, unmein se ek wo bhi hai jisne Tanhaii me ALLAH Subhanahu Ta’ala ko yaad kiya tou uski Aankhon se Aansoo jari ho gaye,..”

– (Sahih Bukhari, Vol 7, 6479)
=======================================================================
*_अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम।  के सदके इसी तरह इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।_*

             //
आमीन//


Post a Comment (0)
Previous Post Next Post