♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Umar
(RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:
“Allah Ta’ala ne Kuch Bando ko Logon ki Zaroorate poori Karne ke liye Paida Farmaya, Log unke Paas Apni Jarurat Le kar Jaate hai, Logo ki Zaroorat poori karne wale Yeh Log Allah ke Azab se Mehfooz rahenge.. ”
– (Tabraani Kabeer: Hadith No.13334)

===============================================================================
*_अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम।
के सदके इसी तरह इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।_*
//आमीन//