117. Bohot pyaari hadis hai

(page no.117)


Bohot pyaari hadis hai,
Pls poora padhen


Ek bar AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM )
Ke
kadmo mein ek Kabootar Aa Kr baith gaya, itne
mein
ek Baaz (Hawk) bhi doosri taraf Aa betha,
Kabootar
AAP ( SALALLAHU_ALAIHI_WASALLAM ) se bola
YA
RASOOL_ALLAH ( SALALLAHU_ALAIH
I_WASALLAM )
yeh Baaz mujhe khana chahta hai mere chote
chote
bache hai, AAP ( SALALLAHU_ALAIH
I_WASALLAM )
Ne Baaz Ko dekha aur Farmaya isko chodh do,
Baaz
bola agar mein isko chodh donga tu mere bachay
bhookay reh_Jaein ge, AAP ( SALALLAHU_ALAIH
I_WASALLAM ) Ne Farmaya yeh baat hai tu, tum
Mere Raan se Gosht Utaar_lo, woh dono bolay YA
RASOOL_ALLAH ( SALALLAHU_ALAIH
I_WASALLAM )
Hum AAP par Kurban hojai, hum Farishtay hai,
humay ALLAH RAB_UL_IZZAT Ne bejha hai k Jao
dekho MERA PYARA MEHBOOB
( SALALLAHU_ALAIH
I_WASALLAM ) kaise Pyare Faislay Farmatay hai.
( SUBHAN_ALLAH DAROOD PADH kar SHARE
KAREIN ) NABI ( SALALLAHU_ALAIH
I_WASALLAM )
Ne Farmaya: Jab Tum Kuch Bhul Jao tu Mujh Pe
DAROOD behjo, INSHA_ALLAH YAAD AaJae_ga,
yeh
bahut kimti HADEES hai sab ko Batao apne dil
mai
mat rakhna.
Sawal: Namaz mein 2 sajde kyon kiye jate hain?
Jawab: Jab ALLAH ne farishton ko hukam diya ki
ADAM(A.S) ko sajda karo to Unho ne sajda kiya,
Lekin IBLEES ne nahi kiya to usko MARDOOD
qarar
de kar
Jannat se nikal diya.
IBLEES ki yeh Halat dekh kar FARISHTON ne
SAJDA-E-SHUKAR Ada kiya or kaha Ae ALLAH
tera
Shukar hai k Tu ne
humen apna Hukam baja Laane or apni Ibadat
karne ki Taufeeq ata farmayi.
Wo 2 SAJDE Aaj tak NAMAZ mein Ada kiye ja
rahe
hein:
1. SAJDA-E-HUKAM
2. SAJDA-E-SHUKAR
1 Sahabi Ne Huzoor-E-Pak Sallallaho Alaihi
Wasallam Se
Pucha,
"Humein Kaise Pata Chalega Ki Hamari Namaaz
Qubool Ho Gayi?"
Aap Sallaho Alaihi n.Aalihi Wasallam Ne Farmaya,
"Jab Tumhara Dil Agli Namaaz Padhne Ka Kare
Toh
Samajhna Ki Tumhari Namaaz Qubool Ho Gayi.."
SUBHANALLAH..
Kuch log aise msg ko frwd nahi karte, toh ALLAH
TA'ALA
farmate hai,
"!...Agar tum apne logo ke saamne mujhe Radh
karoge toh
mai tumhe apni nazar mein Radh kar dunga...!"

jab shaitan mardud ne kaha k ae RABB
"Teri izzat ki kasam
main tere bando ko hamesha behkata
rahuga,
jb tk unki roohen un k jismo me
rahengi.."
ALLAH rabulizzat ne irshad farmaya,
"Mujhe kasam h apni izzato jalal ki or
apne aala makam ki.
jb tak wo mujse astaghfar karte
rahenge,
MAIN UNKO BAKHSHTA RAHUNGA"
SUBHAN-ALLAH
***Hamare Pyare NABI (s.a.w)Ki Kuch Pyari
Aadate.***
1. Chalte Waqt Nigaah Niche Rakhte.
2. Salam Hamesha Pehle Karte.
3. Mehman Nawazi Khud Karte.
4. Nafil Namaz Chup Ke Padhte.
5.FARZ Ibadat Sab ke Samne Karte.
6. Bimar ki Mizaaj Pursi Karte.
7. Jab Khade Hue Ghussa aye to Late
Jate.
8. Miswak Karte.
9. Ishaa Se Pehle Kabhi Na Sote.
10. Kabhi Khulkar Na Haste, Sirf
Muskurate.
ALLAH PAK yeh Msg Aage Bhejne Wale
Ki Har Jayaz Tamanna Puri Kare.
Aameen.
Jab Huzoor(S.A.W)ke Visaal ka waqt
qareeb aya to aapne Hazrat Izrail
(A.S)se pucha ke"Kya meri ummat ko
bhi mout ki itni takleef bardasht karni
padeygi"to Farishte ne kaha JEE,to
Aapki Aankh mubarak se Aansu jaari
ho gaye to Allah ne farmaya"AE
MOHAMMAD(S.A.W) Aapki ummat agar
har namaz ke foran baad AYATUL-KURSI
padhegi to mout ke waqt uska 1 paon
dunya me hoga or1 jannat me...Masha
Allah


"jo shakhs sote waqt 21 bar puri BISMILLAH"
padhta hai,
ALLAH farishton se farmata hai ke iski har 'Sans'
ke
badle neki likho.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post