(Page No.37) 
Aayatul Kursi Ki Fazilat-
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki
–
“Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi
Surah-Baqrah Hai.
Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi..”
Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi..”
– (Tirmizi
Sharif)
♥ Mafhoom-e-Hadees: “Raat Ko Soney Se Pehle Ayatul
Kursi Padhne Waale Ke Liye
Allah Ki Taraf Se Ek Farishta Hifazat Ke Liye Muqarar Kar
Diya Jata Hai Aur Uskey Paas Shaitan Nahi Aata.”
– (Bukhari
Sharif)
♥ Mafhoom-e-Hadees: “Jisko Shaitani Wasaawis Aatey
Hai
Wo Aayatul Khursi Tilawat Kar Ley,.”
– (Sahi Bukhari)
♥ In’sha’Allah-ul-Azeez !!!
Allah Taala hume Kehne Sun’ne se jyada Amal Ki Taufik
ataa kare.
==========================================================
*_अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इसी तरह इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।_*
//आमीन//