25. Do Waqt Namaz Parhne Se Manaa Farmaya

                                       (Page No.25)

    Do Waqt Namaz Parhne Se Manaa Farmaya-

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sa’id Al-Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Fajar Ki Namaz Ke Baad Suraj Nikalne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye
Aur Asar Ki Namaz Ke Baad Suraj Dubne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye..”
– (Sahih Bukhari, Vol 1, 586)
♥ Mafhoom-e-Hadees Abu Hurairah (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki –
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Do (2) Waqt Me Namaz Parhne Se Manaa Farmaya Hai,
Fajar Ki Namaz Ke Baad Suraj Nikalne Tak
Aur Asar Ki Namaz Ke Baad Suraj Dubney Tak…”
– (Sahih Bukhari, Vol 1, 588)
=================================================================================
*_अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम।  के सदके इसी तरह इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।_*

             //
आमीन//

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post