(Page No.80)
Behtareen Amaal Sila Rahmi-
Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Aqbaa Bin Aamir (Razi’Allahu Anhu) Kehte Hain Ki,
Mai Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Baargaah Me Hazir Hua
Aur Aap Ka Mubarak Haath Thamkar Arz Kiya:
“Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Mujhe Behtareen Amaal Bataaiye?
Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya: “Aqbaa!
∗ 1. Qata-e-Taalluk Ke Karne Wale (Tumse Rishta Todne Wale) Se Sila Rahmi Karo,
∗ 2. Jo Tumhe Mehroom Kare Usey Ataa Karo.
∗ 3. Jo Tum Par Zulm Kare Usey Muaf Kar Do.”
– (Muqashe Fatul Qulub, Page – 157, Baab-23)

===============================================================================
*_अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम।
के सदके इसी तरह इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।_*
//आमीन//