17. Museebat Ya Pareshani Ke Waqt Padhne Ki Dua

(Page No.17)


  *Museebat Ya Pareshani Ke Waqt Padhne Ki Dua*

♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Asma bin Umays (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne mujhse farmaya ki ‘kya main tumhe aise kalimat na sikhauu jinko tum museebat ( ya pareshani) ke waqt padha karo’

(Wo kalimat ye hain) , Allahu, Allahu Rabbi La ushrika behi shayaa
             //आमीन//

(ALLAH , ALLAH mera Rab hai aur main uske saath kisi ko sharik nahi karta)
– (Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1512-Sahih)
===============================================================================
*_अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम।  के सदके इसी तरह इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।_*



1 Comments

Post a Comment
Previous Post Next Post