(Page No.34)
Jumma ki fazilat-
Hadeeso me Jumme ki badi Fazilat bayan ki gayi hai..* JUMA ko ASR ki namaz ke baad jo shaks ye
DUROOD 80 martaba padhega ” ALLAHUMMA SALLI ALAA
MUHAMMADIN NABIYIL UMMIYEE WA ALAA
AALIHI WASALLIM TASLEEMA ” to uske 80 saal
ke Gunah maaf honge aur 80 saal ki Ibadat uske
aamaal-naame me likhi jaegi Jumma ke din ki fazilat
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
* Jisne Jumme ki Namaz (2 Rakat jumma) se Pehle ,,
4 Sunnat Namaz or Jumma k baad ,,
4 Sunnat ,, 2 Sunnat ,, 2 Nafil padi …
Allah uss par Jahannam ki Aag Haram kar
dega .. !!
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
* Juma ko Kasrat se Durood e park padha Karo. Kyunki
Juma ko farishto ki ek jamaat sirf isi kaam me
hoti hai ki Huzur sallallaho Alaihiwasallam per padha
jane wala
DUROOD e paak aap ke paas pahuchati hai. Sabse afzal
DURROD IBRAHIM hai.
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
* Juma ko gusal zaroor kare.
Huzoor Sallallaho Alaihiwasallam ne farmaya”Jis shakhs ne
JUMA ko (paak hone ke bawjood sirf sawaab ki niyat se) gusal kiya to uske agle
pichle sab gunah maaf ho jate hain”
Ek dusri hadees me hain ki “Juma ka Gusal baalo ki jadon
me se bhi Gunaho ko bhi nikal phekta hai”
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
* Zakat dekr Apne Malo ki Hifazt karo
Sadqe se Apne Bimaro ka Ilaj kiya karo
(Abu Dawood)
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------*
Jo Shakhs Susti Ki Wajah se 3 JUM’A Chhod Dega
ALLAH Ta’ala Us Ke DIL Par Mohar Laga Dega
(Abu Dawood Jild:1 Safa:393 Hadees:1052)
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
* Jo JUMA Ke Din Ya Raat Me
SURAH-DUKH’KHAN Padhega
ALLAH Azzwajal JANNAT Me Uske Liye Ek Ghar Banayega.
(Almojamul Kabeer)
==========================================================
अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इसी तरह इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।_*
//आमीन//
kuch sahi sanad pesh kro
ReplyDeletekoyi bhi amal batane se pahle quran or hadees se dalil diya kre
ReplyDeletezazakllah